Friday, September 11, 2009

Ummm hmm umm hmm

Ummm hmm umm hmm
Ummm hmm umm hmm

Tune jo na kaha
Main wo sunta raha
Khamakha bewajah Khwaab Bunta raha


Tune jo na kaha
Main wo sunta raha
Khamakha Bewajah Khwaab Bunta raha

Jaane kiski huMain lag gayi hay nazar
Is Shehar Main Na apna tikana raha
Koi chaht se na ab apni chalta raha

Khamakha bewajah Khwaab Bunta raha
Dard phele se hay jyaaada
Khud se phir yeh vaada
Khamosh Nazrein Rahein Bezubaan


Abb Na pehli si baatein hay
Bolo to Lab thartharatein hay
Raaz yeh dil ka na ho baiyan
Hoga na ab asar humpe nahin
Hum safar Main to hay Humsafar hay nahi

Door jaata raha Paas aata raha
Khamakha bewajah Khwaab Bunta raha

Aaya wo phir Nazar aise
Baat chidne lagi phir se
Aankhon Main chubhta kal ka dhuan

Haal tera na humsa hay
Is khushi Main kyon gumsa hay
Basne laga kyon phir wo jahan
wo jahan dur jis se gaye the nikal
Phir se aankhon Main karti hay jaise pehal

Lambha beeta hua ,Dil Dukhata raha

Khamakha bewajah Khwaab Bunta raha

Tune jo na kaha
Main wo sunta raha
Khamakha bewajah Khwaab Bunta raha


Jaane kiski huMain lag gayi hay nazar
Is Shehar Main Na apna tikana raha
Koi chahat se abb apni chalta raha

Bhuj gai Aag thi Daag Jalta raha...

Lyrics : Tune Jo Na Kaha
Movie :Newyork
Music Director :Pritaam
Singer(s) :Mohit Chauhan
Lyricists :Saneep Shrivastava

No comments:

Post a Comment